Home Page
My Complete Bio Data
Family Snap
Relatives Snap
Friends Snap
Joke's For Friend's
Urdu Poetry
My Poetry
My Own Ghazals And Songs
Some Songs And Ghazals
Favorite Links Page
Come And Sign Here
Urdu Joke's
|
My Poetry
My Poems
|
|
1.Apni aaisee wife ho.
Apni aaisee wife ho. 5'6" jiski height ho
Jeans tight tight ho
Chehra jiska bright ho
Umar 22 se 27 ho
Aise apni Wife ho.
Sadak per sab kaheN kya cute ho
Bhir me sab kaheN side ho,side ho
Pindi, Islamabad ya Peshawar ki paidaish ho
Sas ki khidmat jiski khwahish ho
Aisi apni Wife ho.
Padosi jab baat karay to haath me knife ho
Dinner ke waqt candle ki light ho
Ham mein tum mein kabhi na koi fight ho
Milnay ke baad dil delight ho
Aise apni Wife ho.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
LARKI KA JAWAB
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
6'-6'2" jiski height ho
jeans dheeli magar body tight ho
bewi ka her nakhra uthaye, itna mizaaj uska light ho
husband apna aisa bright ho
uff tak na kare itna quiet ho
dinner banaye wo jab bhi romantic night ho
shopping ker ke jab bhi aoon, bolay begum tum kitni nice ho
husband apna aisa bright ho
mujhay rani bana ker rakhay, to phir zindagi delight ho
saas sussar ke samne kahay, jaan tum hamesha right ho
hamesha jo haar maan jaye, jab bhi kabhi fight ho
husband apna aisa bright ho
jaha chahoon jaoon, jo chahy karoon, kuch is tarah ki life ho
her doosray week ghoomne phirne ki flight ho
aisa ho jaye to mein urron aasman mein, jaisay ke kite ho
husband apna aisa bright ho.
atShaadi ke pehle - Agar Tum Na Hote :(Shaadi ke baad - Agar Tum Na Hote :)
Shaadi ke pehle - Maine Pyar KiyaShaadi ke baad - Ye Maine Kya Kiya?
Shaadi ke pehle - Kuch Kuch Hota HaiShaadi ke baad - Kuch Nahi Hota Hai
Shaadi ke pehle - Dil To Pagal HaiShaadi ke baad - Dil To Pagal Tha
Shaadi ke pehle - Ek Duje Ke LiyeShaadi ke baad - Sirf Bachcho Ke Liye
Shaadi ke pehle - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Shaadi ke baad - Baaki Log Sukhi Ho JayengeShaadi ke pehle - Chandramukhi
Shaadi ke baad - JwaalamukhiShaadi ke pehle - Kuwara Baap
Shaadi ke baad - Bechara BaapShaadi ke pehle - TitanicShaadi ke baad - Mortgage
Shaadi ke pehle - Hum Aapke Hai Koun?Shaadi ke baad - Barbadi Ka Kaaran
Shaadi ke pehle - Yes Boss :)Shaadi ke baad - Yes Boss :(
Shaadi ke pehle - Mere Sapno Ki RaniShaadi ke baad - Chutki Ki Amma
Shaadi ke pehle - Janam Samjha KaroShaadi ke baad - Kuch Samjh Nahin Aata
Thinking of You
TREE SAYS NOT CUT ME
FLOWERS SAYS DONOT TOUCH ME
BUT I SAY NEVER FORGET ME.
-------------IT SIMPLE TO BE HAPPYBUT DIFFICULT TO SIMPLE. ---------
ROSE IS FLOWERTHAT LOVE 4 ONE FRIENDSHIP IS A POWER THAT GROW LIKE TOWER.
-----------I AM SITTING IN THE WINDOW LOOKING IN THE SKY
WHO WILL U REMEMBER ME IF U DONNOT TRY. ------IF U GOING ANY WHERE
IF U WAVEING ME GOODBYE I TAKE MY HEART IS GOING TO CRY. ---------
FRIENDSHIP A CHINA CUP1 BROKEN CAN BE REPAIDBUT A LINE ALWAYS THERE.
-----***********---------- A SIMPLE WISH THAT TRY TO
WITH
WARME AND LOVING THOUGH OF UUU.
beautiful gifts in all the shops
i saw as i passed by:
silver & jewels and costly robes....
gifts that money can buy .
i have none of these beautiful gifts,
nothing in silver & gold;
yet i am giving a gift to you
within your heart to hold.
something that thieves can never steal,
that rust can not decay,
but valued more than the gifts i saw
in the windowshops, today....
something that lives through passing
years
something steadfast and true.
this is the gift i'm giving you todady....
my enduring friendship for you.
LIFE & TURST
Well,
Life Is Box Of Chocolate.....
Don't Turst Anyone.............
Except Bushes!!!!!!!!!!!!!!!!!
Bcoz Bushes Can Save Life!
How? Ask Me
I Love To Explain It.
FRIENDS
You Know !!!!I LOVE MY FRIENDS AND LOVE WHOM THEY HATE ME.
LOVE
love is every thing, i dont care face, figure and look, niether religion or beliefs.
i can go every corner of world if i get love and care in jungles of zakoota....or mogumbo. its , all i need love, i look in it and i and i need it.a careing heart and i respect female, call her the only source of the existing of the universe.
so love her respect her and ................anyway.
lets search love and loving one
Intresting Thoughts I Have Learnt
I've learnt.... that when you're in love, it shows.
I've learnt.... that life is tough, but I'm tougher.
I've learnt.... that no one is perfect until you fall in love with them.
I've learnt.... that to ignore the facts does not change the facts.
I've learnt.... that we should be glad God doesn't give us everything we ask for.
I've learnt.... that the best classroom in the world is at the feet of an elderly person.
I've learnt.... that being kind is more important than being right.
I've learnt.... that opportunities are never lost someone will take the ones you miss.
I've learnt.... that I wish I could have told my Mom that I love her one more time before she passed away.
I've learnt.... that the less time I have to work with, the more things I get done.
hum dum ke khasem humdem key leay
hem dem sey gaey hum dum na mila
zhakem itney lagey merhem key leay
mer hem bhe gaey mer hem na mila
inhi pathroon par chal kar agar aa sako to aaoo
mary ghar kay rasty main koi kahkshan nahi hay
khuda kare tera ye saal buhat achha guzrey
khusian hazar milain gum na koi pass sey teray guzray
khuda kare kamyabia tumam teray hisay main rahey
nakamian tumam meray imtihan sey guzrey
ye tere judae bhe ajeeb judae hey
alvidah bhe na keh sakey
terey pas reh ney ke khoash the
terey pass bhe na reh sakey
arey utha na sako gey qayamat ke sudmey
mere dost kisi se muhabat na kerna
tamana ke hathon na majboor hona ,
guzer jana jaan se ye jurat na kerna ,
na hum hotey na tum hotey na dil key sil siley hotey
na tum ja they na hum rothey na dil sey dil juda hothey
bad mer ney key merey ye kha ne likh na
kesey ber bad hove mere ye javane likh na
ye bhe likh na key hont mere hensee ko ter sey
kesey ber sa hey ankho sey ya pa ne likh na
sunder hath sunhere zulfey koi to un ko cho ta ho ga
phool sey lub khuch keh they ho ghey kismet wala sunta ho ga
amel sey bhe manga wafa sey bhe manga
tujhey hum ney tere raza sey bhe manga
jeb khuch na bun saka to dua sey bhe manga
khasem khuda ke khuda sey bhe manga
hum to upney dush mano ko bhe pakezah saza dey they hey
hum hath otha they nahe nazro sey gira dey they hey
gis ko hum ney cha ha wo he bey rokhe karey
kea ye zarore hey key wafa her koi karey
hum ba wafa they is leay nazro sey gir gaey
shayed thumey talash kesee bey wafa ke thee
magroor humey keh thee hey to kehtee rahey dunea
hum mood ker kesse shakes ko deakha nahe ker they
ager tum sey koi pochey meree zinda gee kea key
hateylee pey zara khak rekhna our udha deyna
name likh to do phir kheal ata hey
masoom hey sanem kahee bed naam na ho jaey
gila bhe un sey ker they hey shika yet gin sey hothee hey
khafa bhe un sey hothey hey muhabbet gin sey hothee hey
ishiq to seb ker they lakin ashiq koi nahe
ashiq to khud khuda hey jo kesee sey juda nahee
mey is kheal sey aj tek osey dil kee bat na keh saka
key woh renjo ghem sey hey bey khaber kahee muskra ker tal na dey
os ko cha bhe to ezhar na ker na aya
ket gaey omer hamey pear na ker na aya
os ney manga jo khuch to judaee mangee
our hum they key humey inkar na ker na aya
jeb tek terey kheal sey wabestagee na thee
keh ney ko zinda gee thee mager zinda gee na thee
na mujhey sharee ka shook tha na sharee sey tha ashna
teree yad ney terey derd ney mujhey shair keh na sikha dea
suna hey key mil ja thee hey her cheea dua sey
aik rooz tujhey mang key deakhey gey khuda se
dil cha ta hey tim sey pea ree see bat ho
khamoosh tarey how lembee see rat ho
phir rat bher un sey yehee guftagoo ho
tum meree zindagee ho tum meree jan ho
chera bhe aik ketab hey perdh le geay na app
kea bataey app ko up nee zuba sey hum
suleg raha how deahery deahery mager kesee per aya nahe hey
woh agg dil mey lage hey gis mey tapesh hey leykin duha nahe hey
teyrey jesa mera bhe hall tha na sakoon tha na karar tha
yahee omer thee merey hem nashee key kesee ko mujh ko bhe pear tha
woh gazel walo ko asloob semjh they hon gey
chand keh they hey kesey khob semjh they hon ghey
itnee miltee hey meyree ghezloo sey sooret teree
loog tujh ko meyra mehboob semjh they hon ghey
tumhey geb kabhee meley fursatey meyrey dil sey bhoj utar do
mey bhoth dino sey udass how mujhey koi sham udhar do
mujhey upney roop ke dhoop do key chameck sakey meyrey khalo khud
mujhey upney reng mey reng do meyrey sarey reng otar do
seb khuch khuda sey mang lea thujh ko mang ker
utthey nahee hey hath meree dua key bad
mujh ko bhe perdh ketab hon mazmoon khas hon
mana terey nesab mey shamil nahee hon
tery ghem sey mey raha hon mey bey khaber mujhey koi aesee dua na dey
tujhey terey he ghem ka wasta ye saza hey aesee saza na dey
wo mera ho jo nigahon mey haya rekh ta how
omer bhe sath chely azmey wafa rekh ta ho
naz os key na otha o to shekayet karey
ghem seh ker bhe hens ney ke ada rekh ta ho
khadem khadem per me ley aik naee khoshee tum ko
undheyree reh mey mil jaey roshnee tum ko
meree dua hey khuda sey key kash leg jaey
merey hayat key lemhon ke taz gee tum ko
ayeeno ki ada na appanoo ayeena too jaffa bikarta han
dard ki inttha na samjoo dard too ba intha ib hota han
#khood ko na shamil na kar loo logoo mai
loog too bawaffa bi hoota han
meh fil mey hey yaroo kee talash
jo bhe mil ta hey khafa leg ta hey
hum osey kea dey they nefret key tamacho ka javab
hamaree her bat muhabbat sey ada hotee heyy
baka ke fiker karo khood he zindagee key leay
zamana kuch nahee ker ta kabhee kesee key leay
tujhey chand kahon ye meyree akeedet hey
khuda janey teyree nazer mey meyra rutba kea hey
setaron bey bason per muskarana choord do
gis ke dunea lut chookee hey os ko jalana chord do
fitret ney jo likhey hey wo kutbey padha karoo
mehgee hey ager keta bey to chery padha karoo
deykhee hey os kee ankh mey pehlee dafa namee
yon leg raha hey jeysey samunder odas hey
koi aisa hey jo zinda gee bher sath chelta hey
zamaney key sath her insan reng badelta hey
chand ke roshnee hotee hey sarey zamaney mey
mey upnee dostee ko shaherer mey rusva nahee kerta
muhabbat bhe kerta hon mager chercha nahe kerta
mey gis sey muhabbat kerta hon faket os ko chahta hon
phir kesee or janib murdh ker deykha nahee kerta
wo mery pass aey to mey os ka dil sey khadim hon
ager wo jana chahey to mey osey rocka nahe kerta
wo ager mujh sey jann bhe mangey to dey do ga
wadey sey mey upney muka nahee kerta
wo ager mujhey choud na chaey ya bhool na chahey to kea
mey khadem bedha ker pechey hata nahe kerta
aik din chand ko bhe grahen leg ta hey
undhey ra kahtem hota hey sorej taloo honey sey
phir sham hotee hey jub ghuroob hota hey
aisa he hey afasana aj kel key pear mey
kabhee insan muskarata hey or kabhee rota hey
kabhee mula kathey kabhee pear ke bathey hotee hey
akhir dil sey dil juda ho ker jel ta hey
wadey to sub ker they hey he yo sath reh ney key
laiken is jha mey wadha khon nibha ta hey
Jo Pyaar karey Woh Tum se Karey
Jaisa Ho Waisa Hi Karey
Koi Agar badal Ke Pyaar karey To
Woh Pyaar Nahin Sauda Karey
Aur Sahiba Pyaar Mein Sauda Nahin Kerti (Mohabbatein
My Ghazals And Songs Are Coming Soon
1. Ghazal Dil Ka Khoon
Arman sub dil ke mere ansouon mein beh gaye
Sub chor gaye humein ab hum tanha reh gaye
Ik khata-e-Ishq hi to oyi thi hum se aye dil
Jo jatey jatey apney bhi begana keh gaye
kitney hi zakhm khaye hein is rahe-Muhabat mein
Jo bataye farishton ko to wo bhi gintey reh gaye
Deta raha hai jo ye zamana humein umr bher
Shouq se us ke hum wo sarey situm hum seh gaye
Mangi thi thori si wafa jin se waseem tum ne
Wohi log tumhein humesha thukratey reh gaye
Unjaam-e-Ishq mein hum ab aansoo bahaein keisey
Meri ankhon mein to ab ashq bhi kum reh gaye
Jeeney ki tumunna na rahi ab humein waseem
Ab to lahoo ke qatrey bhi badan mein kum reh gaye
Khushi eik pul bhi meri taqdeer mein nahein hai
meri Zindagi mein to bus ghum hi ghum reh gaye
2. Ghazal Tunhai -e- Waseem
Zindagi mein tu ne meri kiya kiuon undhera hai
Laakh mein ne dhonda hai yahan koun mera hai
Dasht-e-Tunhai hai aur meri aankhein bher aayi hein
Zara ghor se to dekh in mein khoaab tera hai
Chahta houn kitna tujh ko dil ki mein gehrayion se
Mere dil pe to subho sham ikhtiyar tera hai
Tunha rehata houn chup chap sa rehta houn
Dil mera her pul teri yadon mein khoya hai
Dil mera zakhmi hai jigar bhi ghayal hai
Laho se jo likha hai naam wo tera hai
Kiye hein jo tum ne situm meri is jaan per
Tujh se phir bhi mujh ko gila hai na shikwa hai
Pyar kerne ka mujhey tum se ye sila mila hai
Bari bedardi se sub ne mere dil ko tora hai
Ja raha houn mein teri is duniya se
Sada rahey khush tu lub pe yehi duaa hai
3. Ghazal Zakhm -e- Waseem
Socha tha ke tum ab sanam bun gaye
Mgr tum to merey hi dushmun bun gaye
Ankhon mein tumhein hi basaya tha
Tum hi ashqoon ka subab bun gaye
Jo kehtey they kabhi ke pyar hota hai zindagi
Aaj wohi is pyar ke dushmun bun gaye
Pyar mein waseem aaya tha wo bhi waqt
Jub apna kehney waley hi unjaan bun gaye
Apnoo ne moun mora gheron ne thukraya
Tum bhi to mere dil per ik zakhm bun gaye
4. Kaweeta Deewangi -e- Waseem
Mana ke pagal houn deewana houn mein
Mgr tum bhi to dertey ho izhaar se
Kioun churaatey ho mujh se nazar uoon
Cheen lena chahta ho jesey koi zindagi yaar se
Her lumha tarasta houn mein to teri deed ko
Kya karon piaas nahein bujhti ik baar ke deedar se
Banaya hai jis teer ka tu ney nishana mujhey
Ghayal ho gaya houn tere eik hi waar se
Tor de jeisay khuda kisi ka dil
Derta houn wesay hi mein tere inkaar se
Badul de merey is khoaab ko haqqeqat mein tu
Le kabhi mera naam tu bhi dil-e-beqarar se
Zakhm is dil-nadan ne khaaye hein jitney
Bohut bekhabar hai tu abhi un ke shumaar se
Churaya hai dil ka peecha jis tarah sukoon se mein ne
Tor kabhi tu bhi naata apney dil ke qaraar se
Duniya deewaar bunti hai humesha pyar mein mgr
Tera saath ho jo to tukra jaye waseem is deewaar se
5. Song Bewafa Sanam ( Farzana )
Tum to mere they sanam kiya se kiya ho gaye
Kha ker wafa ki qasam ab kiuon bewafa ho gaye
Mein ye samjha tha tum ho meri zindagi
Tum ho mere khuda tum ho meri bundagi
Tum to mere hi liye ik saza ho gaye
Tum ho sangdil bohut bohut ho berahem
Saath chorein gey na kabhi mil ke khayi thi qasam
Aaj ho gaye unjaan aur mujh hi se juda ho gaye
Terey peechey dekho mein ne subkuch chor diya
Tu ne mgr pyar bhara dil mera hi Kiuon tor diya
Dil mein they arman bohut mgr ab sub tabah ho gaye
Thi kabhi nafrat mujhey bhi nashey se aaye mere saqi
Aaj pila mujh ko meh itni ke zindagi na rahey baqi
Zindagi hai ab humari sharab hum to is ka nasha ho gaye
Raat katti hai meri her pul taarey ginnuney mein
Din hota hai basar ab sara bus ashq bahaney mein
Meri neend mera chain sub mujhi se khafa ho gaye
Tum muskuraate ho mujhey zakhm de ker
Hunstey ho her pul ker ke situm mujh per
Kha ker tujh bewafa sanam se zakhm mein
Phir bhi kerta houn dil apna nichawer tujh per
Shouq-e-junon mein wohi zakhm tere hi liye dua ho gaye
6. Song Husan Waley
Mut ker naaz husan per aye gul-e-nadan tu
Hifazut to humesha teri kaantey hi kiya kerte hein
Duniyan mein uoon to hein haseen bohut mgr
Haseen hein wo jo dosron ke liye jiya kerte hein
Apney pyar pe nisar-e-jaan ka jub se kiya hai feisla
Tub se hum her pul apni mout ka intizar kiya kerte hein
Nahein hai humein kuch pata ke wo kaafir hai ya musulmaan
Ba khaber hein to bus itney ke hum us ki ibadat kiya kerte hein
Sub zamaney ko uoon hi budnaam ker diya kerte hein
Mein jaanta houn ke mehboob hi aashiqon ko berbad kiya kerte hein
Dil khol ker tumhein haal-e-dil sunata waseem mgr
Kuch lumhey taqeer ke insaan ko khamosh ker diya kerte hein
7. Kaweeta Teri Yaad Phir Kioun Aaye
Jub hawa ka koi jhonka sard qareeb se merey guzar jaye
Jub titli koi gul per bethey aur phir shurma ke wo ur jaye
Dil mera phir kiuon bher aaye mujhey teri yaad phir kiuon aaye
Jub raat ko chaand ki deed ho tera aankhon mei chehra utr aaye
Subha dekhon khilti kali ko jub mein phir jub joban pe apne wo aaye
Dil mera phir kiuon bher aaye mujhey teri yaad phir kiuon aaye
Jub kahein paani mein aag lug jaaye ankh kabhi jub meri jhapak jaye
Jub koeal koi paer pe gaana gaye sun ker us ka geet mujhey teri aahut tub aaye
Dil mera phir kiuon bher aaye mujhey teri yaad phir kiuon aaye
8. Song Teri Muhabat Kaash Mujhey
Mujhey teri muhabat kahein jo mil gayi hoti
Ghum-e-zindagi phir meri khushi mein badul gayi hoti
Na koi bhi bewafa sanam mujhey phir ghum hota
Jo hoti sung tu to na duniyan mein phir koi kami hoti
Khizaaon ki bhi phir mujh per na nazar kabhi rehti
Baharon ko bhi phir mere aashiaaney ki khabar hoti
Jawani jo hai meri tere pyar mein guzri sungdil
Jo hota qabool tujh ko mein to ye na kabhi tabah hoti
Kiya howa haasil tujhey mere dil ka khoon ker ke
Dherukta ye bhi chain se ger tujhey pyr ki zara qadr hoti
Sun le aaye mere khuda ke na banaya hota haseeno ko ger tu ney
to aaj her shukhs ko tere hi der ki khabar hoti
9. Song Ye Sunsaar Aur Mein Faqeer
Dard kisi ka kisi se baanta nahein jaata
Khuda ye keisa tu ney banaya sunsaar hai
Nafrat rukhta hai her dil doojey ke liye
Paya yahan na kabhi mein ne kahein pyar hai
Dolut ki hawis hai her dil ke under yahan
Hairaan houn churha in ko ye keisa khumaar hai
Haqeeqat to haqeeqat hai chahye laakh chupa lo
Ghareeb hai yahan be izat aur ameer izut dar hai
Jisey di tu ney khushiyon ki dolut wo tehra yahan khush qismat
Mujh jesey faqeeron ka to yahan jeena hi beqaar hai
Banaya tha ye jahan tu ney apni aashnayi ke liye khuda
Phir waseem mujhey yahan kiuon nazar aata bezaar hai
10. Kaweeta Bewafa Haseenayein
Chupa ker apney chehrey ko naqaab mein
Wo jub ankhein be purda rakhti hein
Hum samjhtey hein wo perdey mein hein
Mgr wo to ankhon se sub kaam leti hein
Ankhein hum se jub chaar ker leti hein
Beqasoor dil ko qasoorwar ker deti hein
Hum jisey pyar samjh letey hein yaaro
Wo to isey khel ka naam batati hein
Haseen chehra putherdil ye un ki jawani hai
Deti hein kis tarah dhoka ik lumbi kahani hai
Ye jaan lo pyar mein nisaar-e-jaan kerne walo
Merney per wo kisi ke ik ansoo tuk na bahati hein
Dil dena dil lena shaewa hai un ka
Dil laga ker dil torna pesha hai un ka
Dekh ker apney aashiq ke janazey ko
Wo to dil ko apney bohut aaraam deti hein
11. Song Pyar Ka Rog
Munzil-e-Ishq baeed thi hum se mgr
Phir bhi isey upnaya hum ne
Husrat-e-wafa le ker dil mein hum
Chul diye kaanton ke sehra mein
Dhoop hi dhoop rahi ser per
Paya na kahein wahan saaya hum ne
Achanuk mera armanon ka mehal jul gaya
Qareeb munzil ke aaye to yaar budal gaya
Khuda ka bhi phir toot tarazo-e-Udal gaya
Haaye ye kiya sila tujh se paya hum ne
Dil phir mera khoon ke ansoo roney laga
Sharabon mein gaya doob hosh phir ye khoney laga
Bewafa hai wo mujh se pul pul kehney laga
Rukey na ruka bohut isey samjhaya hum ne
Bhool gaya waadey sub tor di wafa ki qasam
Ada hota tha her saans ke saath jis ka ism ( naam )
Wo to kehta tha ke rakhon ga umr bher tere pyar ka bharam
Akhir us hi bewafa se dhoka khaya hum ne
Na nmeend aati hai ab humein kisi lumhey
Na chain se ab hum so paatey hein
Kerte rehte hein khud se ye sawaal her pul
Kiuon rog pyar ka dil ko lagaya hum ne
12. Song Dhoka Detey Hein Ye Sub Log
Duniyan mein kisi se tum kabhi na pyar kerna
Aur na hi kisi se kabhi tum iqrar kerna
Tumhare apney tumhare nahein hein aaj
Kisi gher per bhi tum kabhi na aitabar kerna
Us ko nahein hai kisi ka intizar to
Kisi ka ab tum bhi na intizar kerna
Dolut hi to ker deti hai juda subko
Dolut se khud ko kabhi na maldar kerna
Jis tarah mujhey dhoka us ne diya hai
Dukhon se weisey kisi ko tum na dochar kerna
Is rah-e-muhabat mein bohut thokerein khayi mein ne
Kahein is rastey ko tum bhi na ikhtiyar kerna
Tunha hai waseem Tunha hai Tunha hi sahi
Tum bhi aye dost tunha hi ye pul paar kerna
13. Song Aarzoo Hai Ye Eik
Kiya hai pyar diya hai dil tujh ko
To de don ga ab mein jaan bhi
Banaya hai tukh ko apna khuda mein ne
To de don ga ab emaan bhi
Aarzoo ho jo mujhey aazmaaney ki tujhey
To de don ga her imtihaan bhi
Haath rahey tera jo sada mere haath mein
To ker na paaye ga kuch koi tofaan bhi
Mil jayein gey to duniya hi jaanut ho gi
Her pul rahey gi chehron per muskaan bhi
Jo apna liya tujhey to phir mujhey teri qasam
Sub karon ga poorey terey armaan bhi
14. Ghazal Teri Tasveer Aur Meri Husrat
Her lumha teri tasveer ko mein ashkon se yaar bhigota houn
Aati hai jub yaad teri mujhey to mein khoon ke aansoo rota houn
Kiya haal-e-dil bataon aur kiya daastan-e-ghum sunaaon tumhein
Raaton ki neenden khoi hein ab chain sakoon bhi khota houn
Ik gulaab ko dil mein basaney ki khuahish jo mein ne ker li thi
Ghum-e-ishq mein budle us ke kaanton ko dil mein chabhota houn
Tere pyar mein jo mere sanam dil per kayi daagh lug gaye hein
Baha ker her pul aansoo apney un daghon ko mein ab dhota houn
Ker gayi tabah jinhein khizayein aa ker un ujrey howey baghon mein
Husrat-e-wafa liye aaj bhi mein pyar ke beej bota houn
Song Ansoon Ki Barish
Mujhey dhoka mila yaar aisa mila
Mujhe dukh hi diya yaar keisa mila
Mujhko zakhm diya tunney ye kya kiya
Kiya zulm mujh per mera qatul ker diya
Mein ne ki jo wafa tuney o bewafa
Wadey bhool gaya tu sab ko tor diya
Budley wafa ke tuney ki ye kioun jafa
Chora mujh ko tuney kisi aur ka howa
Mein ne piar tha kiya mili us ki saza
Ja re ja bewafa nahein tu koi khuda
Mujhey zakhmi ker ke tujhey dard na howa
Tera naam seeney per jo mein tha likha
Rota houn soch ker kiuon ki thi ye khata
Be reham hai tu sang dil hai bara
Koi piar na karey yehi hai meri saza
Kisi ko rog na lagey jo mujh ko laga
Jisey rog ye laga jeetey jee mer gaya
Aa ke dekho to meri halut ko zara
Roka ansooon ko bara per rok na saka
Subject: SCIENCE JOKE
American scientists dug 50 meters underground and
discovered small pieces of copper. After studying these pieces
for a long time, America announced that the ancient Americans
25,000 years ago had a nationwide telephone network!
Naturally, the government of India was not that
easily impressed. They ordered their own scientists to dig even
deeper. 100 meters down, they found small pieces of glass and
they soon announced that the ancient Indians 35,000 years ago
already had a nationwide fibrenet!!
Pakistani scientists were outraged. They dug 50, 100
and 200 meters underground, but found absolutely nothing. They
concluded that the ancient Pakistanis 55,000 years ago had Wireless
(cellular) telephones!!!
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|